Description
The trip
College ka second year ke exam ka aaj aakhiri din hain. Iske pehle ki third year ki padhai shuru ho, 2 mahino ka college break shuru hone wala tha. Exam khatm hote hi Ulfat, Afsa aur Ziah teeno saheliya exam center ke baahar mili aur baat karne lagi.
Ulfat: “Second year khatm ho gaya yaar, as bas ek saal aur padhai karni hain bas, phir aaram hi aaram”
Afsa: “Sirf tere liye aaram hain hamaare liye nahi. Teri tarah hamara koi raees shauhar nahi hain”
Ulfat: “Haa to tum dono bhi kar lo kisi raees se shaadi. Tumko kisne kaha tha ki apne hi college ke friend se ishq ladao. Aur ishq lada bhi liya to aage jaakar shaadi bhi usi se karni hain yeh jaruri to nahi!”
Afsa: “Hamari soch teri tarah nahi thi ki bas jaise taise padhai khatm karo aur kisi ameerjaade se shaadi karke zindagi bhar aish karo”
Ziah: “Waise bhi shadi usi se karni hain jisko pyaar karte ho. Ulfat teri tarah arranged marriage nahi karni thi. Tujhe to shadi ki itni jaldi thi ki padhai khatm hone ka bhi wait nahi kiya, pehle hi shaadi kar li!”
Ulfat: “Haa to aur kya karti! Itna achchha ladka mere haath se nikal jata. Ubaid ki ammi ki tabiyat khraab thi, unke intekaal se pehle wo apne bete ki shaadi hote dekhna chaahti thi, isliye sab jaldi se karna pada”
Afsa: “Haa bhai, itna bada share broker hain, aese ladke ko kaun haath se jaane dega. Main hoti to main bhi nahi jane deti haath se. Tera shauhar Ubaid waise hain bada handsome aur apne kaam mein smart bhi hain”
Ulfat: “Mere shauhar se apni najre dur hi rakhna tum dono”
Ziah: “Humein kya karna, hamaare hone waley shauhar to pehle se hi hamaare saath hain”
Ulfat: “Magar tum dono ke hone waley shauhar rah kaha gaye, exam khatm ho gaya hain, abhi tak baahar nahi aaye!”
Afsa:”Aa jaayenge, baatein karne lag gaye honge kahi. Jaayenge kaha, aakhir laut kar to hamaare paas hi aana hain unhe”
Ulfat: “Afsa aur Ziah, tum dono ne Ahan aur Zaid ke saath sab kuchh to shadi ke pehle hi karwa liya, phir shaadi ke baad kya excitment bachega?”
Ziah: “Chudai se koi bore thode hi hota hain, yeh to zindagi bhar chalegi”
Afsa: “Yeh bata Ulfat tera kaisa chal raha hain? Ubaid apne kaam mein hi busy rahta hain ki tujhe khush bhi karta hain”
Ulfat: “Har roj karte hain hum”
Ziah: “Ubaid hi karta hain ya tu bhi karti hain kabhi us par chadh kar?”
Ulfat: “Tu mere bedroom mein taank jhaank kyu kar rahi hain!”
Afsa: “Sharma kyu rahi hain, Ubaid aesa kya karta hain ki humein bata nahi sakti. Ubaid ki height to achchhi khaasi hain, uska saamaan bhi lamba hi hoga, maje to tujhe khub aate honge!”

Write a comment ...