
Shreya dekhti hai ki agastya uske liye dance karne stage par jata tha....saare ye dekh chauk jate hai.... agastya kabhi nhi nachta...par uski gudiya ke liye vo kuch bhi kar sakta hai.....
Shreya dekhti hai aur agastya usko wink kar uske hath par kiss deta hai...ye dekh neha baki ladke aur ladkiya chillane lagte hai......

Write a comment ...